Close

Loading...

Lafango

TUM MUJHE YUN BHULA NA PAOGE

Loading...

Description

HAPPY BITHDAY RAFI SAHAB\nna poocho hum diwano se ke\nkyun humare dard ki aah hain rafi\nmanzil pe bhatke hain jo musafir\nunki mukammal raah hain rafi\n\nbadhawaasi ke is shor mein\nek sukoon ki sadaa hain rafi\nmohabbat ke noor ki\nek haseen adaa hain rafi

© 2019 Lafango.